Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2016

Andrio Smartphone Ka Ip Address Kaise Change Kare

Hello friends , Agar Aap internet use karte hai Andriod Id Aor ip Address Ke Bare me Jarur Su Hoga Kyu ki Sabhi Internet Connection Ka Ek ip Address jarur hota hai Aor Jis device me ham internet use karte hai Uska Ek Andriod Id Bhi H hai . Aor Jis Sarver Ko ham use karte hai ( Koi website ) toh uske data file me Hamare Phone k Andriod Id Aor id Address Save Ho jata Hai Jisk Use Karke Website Sarver Admin Hamare Duaar Gayi Activities ka Pata Laga Sakta hai Ki Ham U Sarver ko kitni bar open kiya hai yaa use kiya gaya hai. Babajob.com© -Hi Now » #1 site to Hire Blue Collar Worke Hire Easy Hire Fast- Register No " Mere Kuch Readers Ne Mujhe Mail karke puch ki Andriod id Aor ip Address Kya hota hai Iska Fayda Aor Nuksaan Hai Aor ham Andriod Id Aor Addresh Kaise Change Karte hai Agar Koi Andri Id Changer Aor ip addresh Changer Koi Applicati yaa Softwere Ho Toh Hame Jarur Bataye " Aor issi baat ko dhyan me rakhte huye Maine y post un readers ke liye likhi ha

Social Network Facebook ID ko Block or unBlock Kaise karte hai

Facebook, jispar har ek us bande ka account hai jo internet ke bare me thoda bhi janta hai. FB par jadatar 2 karano ke liye account banate hai – 1. Anpe Personal life ko apne dosto se share kene ke liye or unse jude rhane ke liye. 2. Apne Business ko Promote karne ke liye. ( Facebook Page or Facebook Group ki madad se). Hamari jo Personal Profile hoti hai usme bhut si aesi chij hai jo ham public se share nahi kar sakte, Jese Apne Firends list , Agar ham chahe ki hame koi aesa banda friend request send na kare jisko ham nahi jante to ham wo bhi kar sakte hai. Jese ek sikke ke 2 phelu hote hai ussi trha kar ek chij me kuch achaiya hoti hai to kuch buraiya bhi hoti hai.. Jese hamare facebook account ko koi hack kar sakta hai, par mene iske bareme phele hi bataya hai kaise fb account ko hack hone se bachaye. Bhut bar aesa hota hai koi hame facebook par paseran karte hai, bar bar tag, comment karke ya fir hame bar bar kisi chij ke liye invite karta hai, ya falt

Facebook Friends ki list ko Hide kaise kare Dusro se

Facebook duniya ki number one social networking site hai ye to aap bhi maante hoge. Ek servey ke mutabik average har active user 23 minute facebook ek din me use karta hai. Facebook par ham hamari jindgi se judi sari baate share karte hai jisko duniya dekh sakti hai. Facebook use karne me to koi dikkat nahi par hame hamari privacy ka bhi diyaan rakhna padta hai. Q ki ham nahi chate ki hamari sari jaankari sabso dikhe. Ham Facebook me set kar sakte hai ki, kon hame tag kare, kon hamare photo dekhe ya kon hame friend request send kar sakta hai. Hamari Privacy ke liye ham chate hai ki hamare jo friends hai bo kisi ko naa dikhe ya fir bas nuhi ko dikhe jinko ham chahe, To chaliye jaante hai Facebook friends ko kaise chupaye 1. Apne Facebook Account me login karo. 2. Apne Profile(Account) par jao. 1. Friends par click kare 2. Pencil ke icon par click kare 3. Edit Privacy par click kare 1. Ab ek popup window khulegi 1. Friends list ke saamne jo option hai us par

Online Paise Kamaye Top 5 Url Shortener Websites Se

 Aaj me aap ko bataunga ki short url share karke online paise kaise kamate hain . Link share karna har ek internet user ki habbit ban chuki hai . Ham koi na koi link facebook , twitter , google plus ,etc par share karte rahte hain . Bhut se internet user and blogger downloading ka link bhi emain par share karte rahte hain . Aapne kabhi ye socha hai ki url share karne se aap online acche paise kama sakte hain . Ji ha aap internet par koi bhi url (link) share karke online paise kama sakte hain . aap kabhi bhi or kahi bhi ye kam karke online income kar sakte hain . Isme aapki income aapke kam par depend karegi . Is method me aapko only kisi bhi url (link ) ko convert karke short karna hai , or share karna hai . aap us short link ko kahi par bhi share kar sakte hain . Then koi user us short link par click karega to u se 5 second tak ek advertising dikhegi .and uske bad link open hogi tab aapki income hogi . jitne jyad user aapke link par click karege utani hi aapki earning hogi . Is tar

Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Kaise Unlock Karte Hai Hard Reset Kar Ke

Dosto bahut se log apne Android Smart Phone me Pattern Lock ka istemal karte hai. kai bar aisa hota hai ki hum Pattern Lock kar ke bhul jate hain, aur kai bar Try karne se humara Phone Lock ho jata hai. aur Email, Password magne lagta hai. par Email aur Password dalne par bhi humara Phone Unlock nahin ho pata hai. To aaj main apko bataunga ki Android Smart Phone ko kaise Unlock karte hai Hard Reset ki madat se. Samsung Android Phone Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare :~  Step 1 Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir Velume Up Key + Home Key aur Power On Key ek sath 15 second tak daba kar On kijiye.  Step 2 Ab ek Boot Menu khulega usme Factory Reset ko Select kariye. Select karne ke liye Velume Up aur Velume Down ka Istemal kijiye.Fir Home Botton ki sahayta se Faktory Reset me Ok kar dijiye. Congratulation!! Apka Phone Reset ho gya aur Pattern Lock bhi hat gaya hoga. Other Android Smart Phone Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare :~  Step 1 Sabse p

Software Engineer Kaise Bante Hai And Uske Government And Private Job Me Kya Kya Chances Hai.

Technology, everyday life ka ek bigger part ban gaya hai, isiliye technology professionals ki jaroort padhne lagi hai. Software engineers programs ki development ke liye design or guide karti hai jisme computer use hota hai jo iss kaam ko easy bana deta hai. Ye self taught ke liye possible hai, ek duration ke liye ek software engineer banne ke apne sapne ko achieve karne ke liye common way hai. Guys yahan kuch tips share karne jaa rahe hai jo software engineer se related hai so dhayan se padhte rahe humare tips. Check out below….. START EARLY Agar aap still ek grade school me ho or abhi se soch liya hai ki Software engineer banna hai to abhi se apne goal ko achieve karne ke liye idea banaye. Self learning or available courses ko select kare taki vo aapke skills ko improve kar sake. Iske liye aapko kuch khas skill ko build karne ki jaroort padegi. Advance me mathematics or technology classes leni padegi. Jaldi hi code kaise karte hai sikh le taki baad me aapko i

UPSC–IFS Exam Ki Puri Jankari(Details), Eligibility, Syllabus

UPSC- Indian Forest Service Examination ko commonly UPSC IFS exam ke naam se jana jata hai. Ye ek combined competitive exam hai jo all over India ke Union Public Service Commission ke through July month me held kiya jaata hai. UPSC employment news me or February ke mahine me apni official website par iski official notification publish kar dete hai. Uss notification me IFS exam like eligibility criteria, selction procedure, application procedure, application fee, online application form, number of vacancies, etc. etc. ki complete information di jaati hai. Taki jo interested candidates hote hai vo Indian Forest Services me apna career bana sakte hai following article ko read karke or UPSC ke through new upcoming notification issued ko download karke. Humse bhi kissi ne IFS exam ke bare me puri details share karne ko kaha tha, aur apne promise ko pura karte huye aaj hum baat karenge ‘ UPSC–IFS Exam Ki Puri Jankari (Details), Eligibility, Syllabus ‘ ke bare me. To phi

Jaldi Success Hone Ke Liye Kaise Padhe

Hello doston aap ka ek baar fir welcome hai humare Topper Guru me. Aaj ka humara topic hai “Jaldi success hone ke liye kaise padhe” . Kya aap bhi chahte hai ki jaldi success mile, padhne ke baad bhi aap ache marks ni le paate, padhne ka tarika janana chahte hai to doston aaj ka humara ye topic jaroor padhe. Kyuki isme aapke sare problem ka solution yahi hai. Jaldi Success Hone Ke Liye Kaise Padhe Hum leke aay hai aapke liye ek khas topic jisko mostly students search karte hai. Unhi ki problem ko dekhte hue aaj hum ye topic aapse share karne ja rahe hai. Dhayan se padhiye aaj ka humara ye topic “Jaldi Success Hone Ke Liye Kaise Padhe”. Come Up With A Study Plan Past me kon si study strategies se aap padh paate the ya work ho pata tha? Or kon si nahi? Particular course ke liye aap study kaise karna chahte ho? In sab ke baare me or plan ke feedback( Study Plan kaise kare ke like click kare) ke bare me apne professor se contact kare. Kyuki study or ek achi study jis

10 Universities [2015]

Hello doston…. kya aapko pta hai ki India me top 10 Universitites 2015 ki list kya hai agar aapko pta hai to well and good hai or agar nahi pata to aaj hum ye bhi information aapse share karne jaa rahe hai. So aaj ka humara topic hai “ India Ki Top 10 Universities 2015“. Hmare khyal se jo search kar rahe hai ki vo kiss top university jaaye or apni study kare ya jo students top universities me admission lene ka soch rahe hai to unke liye article jaroor useful or helpful hoga. So ye information jaane ke liye aapko ye article padhna hi padega. So here we are sharing with you India Ki Top 10 Universities [2015]. Check out below…….. ⦁ University Of Calcutta University of Calcutta ko mostly Calcutta University or CU ke naam se bhi jaana jata hai or ye ek public state university hai jo Kolkata formerly Calcutta me located hai. CU West Bengal, India me 24 January 1857 me established hua tha. In India “ Five Star University or “ Centre with Potential for Excellence ” se r

IAS Kaise Bane | Step by Step Guide

Hello doston… aaj hum IAS ke baare me puri information aapko provide karne jaa rahe hai. Vaise doston kya aapko pta hai ki IAS ki fullform kya hai. Agar pta hai to bahut achi baat hai but agar nahi pta to hum aapko btane jaa rahe hai. IAS is an Indian Administrative Services (Bhartiya Prashasanik Seva) . India me iss tarah ki jobs ek high profile job hoti hai. Agar aap IAS officer banna chahte ho to you have to prepare for All India Civil Service Exam . Ye saal me ek baar hi Union Public Service Commission ke through conduct kiya jata hai. Generally ye exam December or January Month me released hote hai. Or exam ki aaplications all Head Post Offices me available hoti hai. So guys here we are sharing with you all information about IAS. Check out below……. What Is IAS? Jaisa ki hum aapko bta chuke hai ki Indian Administrative Service ki short form IAS hai. 24 services like IPS, IFS etc. etc. me se one of the prestigious services hai jo UPSC ke through Civil Services

Apne Friends Me Interesting Kaise Bane

Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me

CA Ka Course Kya Hai

Doston Chartered Accountants (CA) professional people jo business and finance ke field me kaam karte hai or inka job audits, taxation, company law, financial accounting and companies ke general management me shamil hai. CA ya to self employed professional ya phir public and private sector me employees ka kaam karte hai. As a employees, ek CA ka basic job accounts, regulatory requirements ko pura karna or financial managements ko provide karna hota hai. CA banana mostly har commerce student ka sapna hota hai, lekin sahi guidance na hone ka karan kuch students apna sapna follow nhi kar pate. Don’t worry friends, aaj hum aapko CA se related har knowledge share karenge. As a professional, CA financial audit karte hai, company or individual ko financial advice dete hai, tax planning, mergers ( combine) or acquisitions (संपत्ति ) me bhi clients ko advice dete hai. Courses & Eligibility Chartered Accountancy : Ye course Institute of Chartered Accountants of India se

Apne Aap Me Vishwas Kaise Paida Kare

Kya aap wish karte ho more confident hone ka ? Apne vishwas ko paida karna possible hai. Most experts ye agree karte hai ki vishwas self esteem or self efficiency ka combination hai. Khud par, apne abilities and apne goals par believe karna shuru kare. Ye aapke vishwas ko to badhaegi but sath hi sath apne problems or stress se nipatne me help bhi karegi. Sabse pahle positive attitude rakhe, apne liye measurable goals set kare and confident or supportive people ki company ke sath rahe. Aap apne aap apna vishwas boost hote hue dekhoge. Here we are sharing with you some tips about vishwas kaise paida kare. Vishwas ek essential part hai humanity ke liye. Self efficacy ek internal sense hai or life ki har ek variety of tasks or goals ko complete karne me belief karte hai. Ussi tarah Self esteem is similar, but hum kya kar sakte hai uss cheez me believe hona chahiye and that we deserve to happy in life. Check out below…….. 1. Groom Yourself Obviously doston ye bahut im

Study Karte Time Kya Karna Chahiye Aur Kya Nahi Karna Chahiye

Hello doston kabhi na kabhi aap confuse hote honge ki study time me kya kare aur kya na kare. I know doston jab hum study karne bethte hai kai baar humara mann nahi lagta to kabhi hum study se distract hone lag jaate hai aas paas ki cheezo se. To aaj aapki yahi problems ko dekhte hue hum aapke liye laaye hai kuch aise tips jo aapko help karenge or aapko janne me madat karegi ki during study kya karna chahiye aur kya nahi karna chahiye. So guys aaj ka humara topic hai ‘ Study Karte time kya karna chahiye aur kya nahi karna chahiye.’ Students apni life me bahut se issues ko face karte hai jiss karan study me concentrate karna mushkil ho jata hai. Or agar aap school ke student ho to, apko time to time regular study karni padti hai taki aapka year to year progress badta rahe. So study karte time kya karna chahiye aur kya nahi ye aaj hum aapko TOPPER GURU me btane jaa rahe hai. Check Out Below….. Study Karte Time Kya Karna Chahiye Friendz… humne bahut se topic study s

Ameer Kaise Bane – Real & Effective Tips

Doston, you are most welcome on uor site Topperguru. Aaj topper guru me ek baar fir se hajir hai aapke samne. Aaj ka hamar topic hai “ Ameer Kaise Bane – Real and Effective Tips ” so aaj ke 23rd century me kon ameer(rich) banana nahi chahega. Aaj ke time me paise ke bina koi kaam chalta hi nahi. Hume rahne ke liye ghar chahiye hota hai to bhi paisa chahiye, pehne ke liye kapde, daily use ka samaan, everything hume kuch bhi chahiye to uske liye paise ki jaroort to hoti hi hai. Rich banane ke liye hum luck, skill and patience ka combination leke chalna padega. Aapka thoda sa lucky hona jaroori hai, aap apna luck ko ek skillful decisions me laga sakte ho or phir usse grow karne ke liye patience ki jaroort hoti hai. Apne aap se jhoot bolne ki jaroort nahi ki rich banana easy nahi hai, but right information ke sath ye definitely possible hai. So aaj ke hamare tips dhayan se padhiye. Saving Money Smartly invest karna ek baat hai but wisely money ko spend karna aur baat