Facebook,
jispar har ek
us bande ka
account hai
jo internet
ke bare me
thoda bhi
janta hai.
FB par jadatar 2 karano ke liye account banate hai
–
1. Anpe Personal life ko apne dosto se share
kene ke liye or unse jude rhane ke liye.
2. Apne Business ko Promote karne ke liye.
( Facebook Page or Facebook Group ki madad
se).
Hamari jo Personal Profile hoti hai usme bhut si
aesi chij hai jo ham public se share nahi kar
sakte, Jese Apne Firends list , Agar ham chahe ki
hame koi aesa banda friend request send na kare
jisko ham nahi jante to ham wo bhi kar sakte hai.
Jese ek sikke ke 2 phelu hote hai ussi trha kar ek
chij me kuch achaiya hoti hai to kuch buraiya bhi
hoti hai.. Jese hamare facebook account ko koi
hack kar sakta hai, par mene iske bareme phele hi
bataya hai kaise fb account ko hack hone se
bachaye.
Bhut bar aesa hota hai koi hame facebook par
paseran karte hai, bar bar tag, comment karke ya
fir hame bar bar kisi chij ke liye invite karta hai,
ya faltu ke message send karta hai. to ham unko
Block kar sakte hai facebook par, or jab chahe
unblock bhi kar sakte hai.
Facebook
Par Kisi
ko Block
karne
Par Kya
Hota Hai
Hamari Porfile par kya hai wo nahi dekh
sakta.
Hame Tag nahi kar sakta.
Hame kisi Facebook Event or Group ke liye
invite nahi kar sakta.
Hamse Facebook par chat nahi kar sakta.
Hamari Post par comment nahi kar sakta.
Hame Friend nahi bana sakta. (agar phele se
friend hai to unfriend bhi ho jayega.)
Jis ID ko ham BLock karte hai us ID se hamari ID
khulti hi nahi hai.. uske liye hamari ID hoti hi nahi
hai.
FB Account ko Block kaise
kare
Simple kisi ko Block karna hai to uske bhut se
tarike hai.
Jisko Block karna hai uski ID open karke usko
Block kar sakte hai.
Apne Account ki setting me ja kar ID Block kar
sakte hai.
FB ID Open karke Block kaise kare
Step 1: Sabse Phele Apne Facebook Account me
Login kare,
Step 2: jisko Block karna hai Facebook par uski ID
open kare.
Step 3: 3 dots hai uspar click kare fir block
karde.. Image me dekhe kaise.
Setting mese Block kare
Step 1: Sabse phele Apne facebook account me
login karna hai.
Step 2: ab Account ki setting me jana hai.
1. Down arrow par click kare
2. Setting par click kare
Step 3: Ab Blocking ke section me ja kar account
Block kar sakte hai.
1. Blocking par click kare
2. Ab jisko Block karna hai, uska Naam ya fir
Email ID dale
3. Block ki button par click kare
4. Jo aapki ID me Blocked kiye huee hoge naam
niche aayege.
Facebook ID UnBlock Kaise
Kare
Ye Process bhi Simple hai, Same Jagha jana hai
jaha Block karne ke liye gaye the..
Down arrow >> Settings >> Blocking >>
Ab jisko unblock karna hai, uske naam ke aage
Unblock ki link par click kare.
To Friends Aap ab jan chuke hai kaise Facebook
par kisi ko block karte hai or kaise unblock karte
hai. Agar aapka Facebook se sambandit koi bhi
sabal ho to aap comment karke puch sakte hai.

Comments