Hello doston aap ka ek baar fir welcome hai
humare Topper Guru me. Aaj ka humara topic
hai “Jaldi success hone ke liye kaise padhe” .
Kya aap bhi chahte hai ki jaldi success mile,
padhne ke baad bhi aap ache marks ni le paate,
padhne ka tarika janana chahte hai to doston aaj
ka humara ye topic jaroor padhe. Kyuki isme
aapke sare problem ka solution yahi hai.
Jaldi Success Hone Ke Liye Kaise
Padhe
Hum leke aay hai aapke liye ek khas topic jisko
mostly students search karte hai. Unhi ki
problem ko dekhte hue aaj hum ye topic aapse
share karne ja rahe hai. Dhayan se padhiye aaj
ka humara ye topic “Jaldi Success Hone Ke Liye
Kaise Padhe”.
Come Up With A Study Plan
Past me kon si study strategies se aap padh
paate the ya work ho pata tha? Or kon si nahi?
Particular course ke liye aap study kaise karna
chahte ho? In sab ke baare me or plan ke
feedback( Study Plan kaise kare ke like click
kare) ke bare me apne professor se contact
kare. Kyuki study or ek achi study jisme success
jaldi mile ki itcha ke liye plan ka hona jaroori hai.
Prepare For Class
Before class apne sare topic or material ko
covered kare or chapter read kare. Aur jo bhi
class me padhaya jae unhe ghar pe akar jarur
padhe, aur kuch na samjh ane par next day apne
teacher se ya classmate se clear kare.
Be Engaged During Class
Participate….. jaroori nahi ki hand raise kare, but
by staying awake (jagte rahna ), good notes
banana, material ke through apne thinking ko
present karna or uss materials ke notes banana
jisme aapko confusing ya doubt ya koi questions
mann me ho.
Review Notes Frequently
Agar hamara kabhi test ho or usse yaad karne ke
liye ghanto lagate hai, hum vo sab bhul jate hai
kyuki hum kabhi revise bhi nahi karte. Isilye iska
solution hai ki week me ek din ya Sunday ko
revision day maan lo, Sunday ko kuch naya nhi
padhna balki jo Monday to Saturday class me
kiya vo sab 2 baar revise karna hai bas. Aur
Month ke last Saturday & Sunday ko Jo humne
pura month padha usse ek baar revise kare. Aisa
karne se next time jab aap padhenge to aapko
ghanto tak use padhna nhi padega.
Meet With Professors
Apne aap ko professors ke samne ek motivated
student ke roop me dikhaiye. Apne aap ko
professors ke samne sabit karne ke liye ki aap
kitna jante hai or kya kar sakte hai ke liye
opportunity accept kare.
Don’t Procrastinate (Talna)
Aapne kabhi aisa study ke time kiya hoga ki “ I’m
too tired…. Main jaldi kal morning uth ke study
kar lunga” or “isse yaad karne me mujhe bahut
time lag jayega, isse me tonight nahi start kar
sakta!” sound familiar? Don’t ever make excuses,
just do it! Remember guys, Humare ander two
powers hoti hai 1 positive power and second
negative power, agar aapke ander positive power
jayda hai to aap apne kaam nhi talenge, lekin
negative powers aapko humesha success karne
ke liye rokegi, aap jiski taraf jyada dhayan denge
vo power badhti rehegi. Positive power badhne
se aap success paenge aur negative powers ka
effect aapko pata hai… no comments from my
side.
Study Actively
Do something with new material . Apne notes ko
loudly read kare, reorganize kare. Pictures ke
through ya charts ke through learn kare. Apne
problem ko solve kare. Apne friends ko ya
someone else ko teach kare.
Form A Study Group
Kabhi bhi apne peers (sathiyo) ki value ko
underestimate na kare, especially tab jab aap
kissi difficult problem ko set kar rahe ho ya koi
assignment ko ready karna ho.
Set Small, Hourly Study Goals
Break large assignments into smaller ones. Har
subject ko chote chote parts me divide kare. For
example, aapne long chapter ko ek time chote
chote pages me break kare. Isse padhne me
aasani ho jati hai aur phir start karne se phele
kahe ye to bahut kam hai me iski 1 hours me
masters kar lunga/lungi. I know how stupid it is?
but it works a lot.
Take Short Frequent Study Breaks
Breaks lene ke liye aap walk kar sakte hai ya
snack bhi le sakte hai. When you come back, 3-5
minutes ka review kare and then new material ko
start kar le. Ya fir aap subjects change kar sakte
hai. Agar aap subject change nahi kar sakte to,
apne kaam karne ka dhang change kar sakte ho.
So for example, agar aap problems ko solve kar
rahe ho to, stop or usse ek baar fir padhiye, then
review notes, then go back to problems.
Prioritize
What is more important? What is the most
difficult? Where do I need to spend the most time
on? What do I need to start today? What needs to
be done every day? In sabka answer dhundhe aur
apni priority ke according set kare.
Keep A Positive Attitude
Apne abilities pe confident rahe or relax rahne ka
try kare! Apne study pace me positive and
encouraging messages ko post kare. Agar aap
kissi cheez ko leke worried hai to, write it down
and it aside to be taken care of later.
Stay Motivated
Apne goals ko yaad rakhe or agar goals nahi
banaye to ab goals set kare . Bina goal ke to bas
ghadhe kaam karte hai. Socho ki aap apne goal
ko pane ke liye kya kya kar sakte hai. Study ko
fun banane ke liye aap notes me color ko use kar
ke pictures draw kar sakte hai. Apne goals ki
achievement par reward yourself.

Comments