Skip to main content

Software Engineer Kaise Bante Hai And Uske Government And Private Job Me Kya Kya Chances Hai.


Technology, everyday life ka ek bigger part ban
gaya hai, isiliye technology professionals ki
jaroort padhne lagi hai. Software engineers
programs ki development ke liye design or guide
karti hai jisme computer use hota hai jo iss kaam
ko easy bana deta hai. Ye self taught ke liye
possible hai, ek duration ke liye ek software
engineer banne ke apne sapne ko achieve karne
ke liye common way hai.
Guys yahan kuch tips share karne jaa rahe hai jo
software engineer se related hai so dhayan se
padhte rahe humare tips. Check out below…..
START EARLY
Agar aap still ek grade school me ho or abhi se
soch liya hai ki Software engineer banna hai to
abhi se apne goal ko achieve karne ke liye idea
banaye. Self learning or available courses ko
select kare taki vo aapke skills ko improve kar
sake. Iske liye aapko kuch khas skill ko build
karne ki jaroort padegi.
Advance me mathematics or technology
classes leni padegi.
Jaldi hi code kaise karte hai sikh le taki
baad me aapko iska benefit mile.
Think about ki kiss type ka software aapko
pasand hai. Jaise ki games, business
applications or digital music suites.
Simple games ya applications khud se
banane ke try kare or just think about ones
you would like to build.
PICK A FOCUS
Higher education ko attend karne se pahle ek
focus ka hona jaroori hai jo aapke degree ke liye
important hai. Certain types of software
engineering positions ke liye different skills ki
requirement hoti hai or uske liye students ko
degree ke liye kuch common majors and focuses
ki jaroort padti hi hai. Niche kuch common
education focus software engineers ke liye list
provide karne jaa rahe hai.
Computer Science Details – kaise computer
system work karta hai or sath hi sath
languages programming ko kaise
constructed kiya jaata hai.
Software engineering ka focus vaha hota hai
jahan applications ki jaroort kiss task me
kaise hoti hai or usse build karne ke liye kya
best karna chahiye.
Mathematics computer software ke through
bhi use kiya jaata hai. Mathematics appko
allow karta hai ki kaise algorithms ko use
kiya jaaye.
ATTEND COLLEGE
Although it is possible to learn on your own,
sabse jyada software engineers ke ek college
level degree earn karte hai. Higher education ko
attend karne se, aap baad me professional
positions ke liye jab apply karoge tab uss time
aap ko advantage mil sakta hai kyuki tab aapke
skills, information or concepts exposed hote hai.
Most software engineers ko ek bachelor’s
degree require hoti hai.
Advanced positions ki filed me ek master’s
degree ki jaroort padti hai.
Entry level positions ke liye sirf associate
degree ki hi requirement hoti hai.
Aap computer science or software
engineering me study kane par consider ho
sakta hai.
NEVER STOP LEARNING
Technology and software are continually
developing. Being so, aapki skills or professional
knowledge ko bhi growing karne ki jaroort hai.
Software engineering ke field me up to date
rehna aapke liye best hai.
LEARN PROGRAMMING
LANGUAGES
Software engineering ke liye focus jaroori nahi
hai balki program ko learn karna bhi ek valuable
asset hai career me. Programming ke knowledge
me work karne se aapko better software design
karne me help milti hai. It’s a good idea to learn
as many languages you can. Shurawat karne ke
liye ek cheez me pick kare taki ussi me focus
bana rahe. Niche kuch or languages hai jisska
aaj ke time me kaphi use hone laga hai.
C++
C#
Java
Java script
Python
FOCUS ON MATH
Math ke sath skilled or proficient hone ke naate
ek software engineer hone ka ek important part
hai. Software engineers kabhi mathematical
functions or algorithms jo software ke function
me allow hote hai ko create karne me focus hote
hai. So focus kare apne math skills ko develope
or maintain karne ke liye.
Discrete mathematics ek software engineer
ke liye study ka ek useful area hai.
KEEP BUILDING SOFTWARE
Apne skills ko improve karne ke liye best way hai
ki aap isse use kare . Software engineering
projects me jyada se jyada experience lena aapko
help karta hai isse aapke skills sharp hote hai or
aap jyada se jyada sikhne lagte ho. Chahe vo
professional projects ho ya personal, ye aapke
skills ko improve karti hai.
PRIVATE AND GOVERNMENT
JOBS
Software engineering me career information
technology ki present status par considering
karna highly rewarding hai. Public sector
companies me software engineers ke starting
salaries Rs 8000 to Rs 12000 hoti hai. However,
private sector me higher salary packet pay karta
hai. A good software engineer employees ke liye
several other perks available hote hai and
besides salary Rs 25000 karne ke liye karib Rs
20000 ke salary ke sath start karne ki hope rakh
sakte hai. Ek software engineer ki remuneration
qualification or experience ke depend par Rs
50000 to Rs 60000 tak pahunch sakta hai.

Comments

Popular posts from this blog

Apne Friends Me Interesting Kaise Bane

Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me
सवाचता अभियान    को लेकर अखिल भारतीय विद्यार्थी परिषद् मदन में पावागद दर्शन 

Rape reason & solution – बलात्कार – एक गंभीर मुद्दा और उसका हल

Lo ek aur news aa gayi balatkar ki. News walo ko news mil gayi, hum thodi der ke liye dukhi hue, police apni na khatam hone wali karwai pe joot gayi aur rajneetik dalon ko apni rajniti chankane ka ek aur mouka. Bas yehi to ho raha hai aajkal desh me. Aaye din aisi balatkar ki ghatnao ke baare me sunkar man karta hai kursi par baithe humare rajnetao ki kaan khichkar unhe jamin par le aau par kya kare humari bhi kuch daayre hai.  Sabse bura to tab lagta hai jab ye sunte ko milta hai ki ek baap ne beti ka balatkaar kar liya. Behan apne bhai ke haiwaniyat ka shikaar ban gayi. Hum sochne pe majboor ho jate hai ki desh me ye kya ho raha hai. Hum to sarkar ko koste rahte hai lekin ye na bhule ki in sab ke liye humsab bhi kum jimmedaar nahi  hai.Mai  to kahunga hum hi jimmedaar hai humara samaj hi jimmedaar hai. Hume pata hai ki sarkar kuch nahi kar rahi hai fir kyu hum unhipar baar baar ummid lagaye baithte hai, jab hume pata hai ki sarkar soyi hui hai to kyu hum India Gate Pe cand