Skip to main content

UPSC–IFS Exam Ki Puri Jankari(Details), Eligibility, Syllabus

UPSC- Indian Forest Service Examination ko
commonly UPSC IFS exam ke naam se jana jata
hai. Ye ek combined competitive exam hai jo all
over India ke Union Public Service Commission
ke through July month me held kiya jaata hai.
UPSC employment news me or February ke
mahine me apni official website par iski official
notification publish kar dete hai. Uss notification
me IFS exam like eligibility criteria, selction
procedure, application procedure, application fee,
online application form, number of vacancies, etc.
etc. ki complete information di jaati hai. Taki jo
interested candidates hote hai vo Indian Forest
Services me apna career bana sakte hai following
article ko read karke or UPSC ke through new
upcoming notification issued ko download karke.
Humse bhi kissi ne IFS exam ke bare me puri
details share karne ko kaha tha, aur apne
promise ko pura karte huye aaj hum baat
karenge ‘ UPSC–IFS Exam Ki Puri Jankari
(Details), Eligibility, Syllabus ‘ ke bare me. To
phir chalte hai badhte hai ab topic ki taraf…
UPSC IFS EXAM ELIGIBILITY
CRITERIA 2016
UPSC past notification me prescribed eligibility
criteria niche diya gaya hai. But agar isme koi
change ya amendments ho to, aap new
notification regarding eligibility criteria for UPSC
IFS Exam ko read kar skate ho. Official
notification me various eligibility conditions
mentioned kar rahe hai jaise ki age limit,
minimum education qualification, number of
attempts and physical standards etc. etc.
Age Limit : Indian Forest Service Exam ke
liye previous official notification me UPSC me
age limit 21 to 30 years tak prescribed kar
rakha hai or usse upper age limit vale bhi
applicable hai as per the Government
reservation rules ke adhar par.
Minimum Education Qualification :Aap sab
ko to pta hi hoga ki UPSC IFS exam apply
karne ke liye graduation/bachelor’s degree
required hoti hai. But ye bhi aapko pta hona
chahiye ki bachelor’s degree ke sath one of
the subjects jaise Animal Husbandry,
Physics, Statics and Zoology, Agriculture,
Forestry, Engineering etc. etc. ka bhi clear
hona chahiye.
Number of Attempts : Ye bahut hi important
hai mention karne ke liye ki aapke paas
UPSC IFS exam ko apply karne ke liye aapke
paas unlimited attempts nahi honge. Jo
candidates general categories se belong
karte hai vo 6 attempts tak IFS exam ke liye
apply kar sakte hai. Schedules caste ke
category valo ke paas unlimited attempts
hote hai apply karne ke liye. Agar aap OBC
category se belong karte ho then aap 9
times aaply kar sakte ho.
Physical Standards : UPSC Indian Forest
Service Examination ne official notification
me some physical standards prescribed kiye
hue hai. So iss particular standards ke
according fit rahna hoga. It has very detail
rules and regulation. So aap physical
standards ke baare me notification me read
kar sakte ho.
UPSC IFS EXAM PATTERN &
SELECTION PROCEDURE 2016
Indian Forest Service Examiation ko two stages
me divide kiya hota hai i.e. preliminary and main
exam. Civil Services (preliminary) Examination
(objective type) candidates ki screening and
selection ke liye Indian forest Service (Main)
Examination held kiya jaata hai. Preliminary exam
ko paas karne ke baad aap Indian Forest Service
ke main Examination me pahunch jaate hai jo ki
written test or interview vala hota hai.
1. Preliminary Examination : Iss exam ke two
papers hote hai jo ki compulsory hote hai and
200 marks ke each paper hote hai. Paper karne
ke liye candidates ko 2 hours tak ka time diya
jaata hai or sath hi sath blind candidates ko
extra 20 minutes ka time diya jaata hai.
2. Main Examination : IFS exam ke liye isme
following papers held kiye jaate hai:
Paper I : General English -> 300 marks
Paper II : General Knowledge -> 300 marks
Paper III, IV, V & VI : Optional subjects ki list me
koi bhi two subjects select karne padte hai. Each
subject ke two papers hote hai. -> 200 marks
each.
Optional subject ka syllabus Bachelors Degree
and lowers than the Master Degree ke based par
hota hai.
3. Interview for Personality Test : 300 marks
OPTIONAL SUBJECTS FOR UPSC
IFS EXAM
Optional subjects ke liye number of eight
questions hote hai. Part A and Part B paper me
provide kiya jayega and each part me 4 questions
hote hai. Each part ka one questions compulsory
hota hai and eight questions me se five
questions attempt karne hote hai. Sare eight
questions equal marks ke hote hai.
LIST OF OPTIONAL SUBJECTS
(SUBJECT TO PROVISIONS BELOW):
Agriculture
Agricultural Engineering
Animal Husbandry & Veterinary Science
Botany
Chemistry
Chemical Engineering
Civil Engineering
Forestry
Geology
Mathematics
Mechanical Engineering
Physics
Statistics
Zoology
Provided that he candidates will not be allowed
to offer the following combination of subjects :
Agricultural and agricultural Engineering
Agricultrual and Animal Husbandry and
Veterinary Science
Chemistry and Chemical Engg.
Mathematics and Statistics
Of the engineering subjects viz. Agricultural
Engineering, Chemical Engineering, Civil
Engineering and Mechanical Engineering –
not more than one subject.

Comments

Popular posts from this blog

Apne Friends Me Interesting Kaise Bane

Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me
सवाचता अभियान    को लेकर अखिल भारतीय विद्यार्थी परिषद् मदन में पावागद दर्शन 

Rape reason & solution – बलात्कार – एक गंभीर मुद्दा और उसका हल

Lo ek aur news aa gayi balatkar ki. News walo ko news mil gayi, hum thodi der ke liye dukhi hue, police apni na khatam hone wali karwai pe joot gayi aur rajneetik dalon ko apni rajniti chankane ka ek aur mouka. Bas yehi to ho raha hai aajkal desh me. Aaye din aisi balatkar ki ghatnao ke baare me sunkar man karta hai kursi par baithe humare rajnetao ki kaan khichkar unhe jamin par le aau par kya kare humari bhi kuch daayre hai.  Sabse bura to tab lagta hai jab ye sunte ko milta hai ki ek baap ne beti ka balatkaar kar liya. Behan apne bhai ke haiwaniyat ka shikaar ban gayi. Hum sochne pe majboor ho jate hai ki desh me ye kya ho raha hai. Hum to sarkar ko koste rahte hai lekin ye na bhule ki in sab ke liye humsab bhi kum jimmedaar nahi  hai.Mai  to kahunga hum hi jimmedaar hai humara samaj hi jimmedaar hai. Hume pata hai ki sarkar kuch nahi kar rahi hai fir kyu hum unhipar baar baar ummid lagaye baithte hai, jab hume pata hai ki sarkar soyi hui hai to kyu hum India Gate Pe cand