Skip to main content

CA Ka Course Kya Hai

Doston Chartered Accountants (CA) professional
people jo business and finance ke field me kaam
karte hai or inka job audits, taxation, company
law, financial accounting and companies ke
general management me shamil hai. CA ya to
self employed professional ya phir public and
private sector me employees ka kaam karte hai.
As a employees, ek CA ka basic job accounts,
regulatory requirements ko pura karna or
financial managements ko provide karna hota hai.
CA banana mostly har commerce student ka
sapna hota hai, lekin sahi guidance na hone ka
karan kuch students apna sapna follow nhi kar
pate. Don’t worry friends, aaj hum aapko CA se
related har knowledge share karenge.
As a professional, CA financial audit karte hai,
company or individual ko financial advice dete
hai, tax planning, mergers ( combine) or
acquisitions (संपत्ति ) me bhi clients ko advice
dete hai.
Courses & Eligibility
Chartered Accountancy : Ye course Institute of
Chartered Accountants of India se pursue kar
sakte hai, jo CA profession ko regulates karti hai,
ye only institute hai jo chartered accountancy ke
course offer karta hai or CA certification deta hai .
Education, training and examination ke mojuda
chartered accountancy scheme ke under ek
chartered accountant banane ke liye requirements
niche hai : – (as per ICAI)
1. 12th class pass karne ke baad student ko
Institute for Common Proficiency Test
(CPT) exam clear karna padta hai phir vo CA
continue kar sakta hai. Ye exam examining
body constituted India me conduct kiya jata
hai jo Central Government as equivalent
thereto ke through recognized hoti hai.
2. Candidate ko Integrated Professional
Competence Course (IPCC) me registering
se pahle both CPT and 10+2 me paas hona
chahiye.
3. Chartered Accountant banane ke liye Group I
or Group II both me Integrated Professional
Competence Course (IPCC) ke liye enroll
karna chahiye.
4. Successfully IPCC registration ki date se
study course ke 9 months ko complete kare.
5. Articled training ke commencement se pahle
Orientation Course successfully complete ke
liye one week spanning 35 hours or topics
ko cover karne ki jaroort hai jaise
personality development, communication
skills, office procedure, business
environment, general commercial knowledge
etc. etc.
6. Article training ke commencement se pahle
Information Technology Training (ITT) ke
100 hours successfully complete kar lena
chahiye.
7. Integrated Professional Competence
Examination (IPCE) ke Group I ke sath sath
Group II ko bhi appear and pass kare. Group
I me four papers composed hote hai and
Group II me three papers composed kiye
jaate hai.
8. 3 years ke period ke liye articled assistant
ke roop me register kare taki both IPCE ke
groups me pass ho sake.
9. CA final course ke liye register and CA final
examination ke liye prepare karte hai.
10. Undergoing Final Course ke time Undergo
Gernal Management and Communication
skills ka 15 days course karna chahiye.
11. Articled training ke 3 years period complete
kare.
12. If not completed earlier to final examination
or GMCS ko pass kare.
13. ICAI me as a member enroll kare and
designate as Chartered Accountant .
Class 12th ke baad CA
Common Proficiency Test (CPT) chartered
accountancy course ke liye ek entry level test
hota hai. Isme 4 subjects ke objective type test
200 marks ka hota hai jisme – Fundamentals of
Accounting, Mercantile Laws, General Economics
and Quantitative Aptitude jisme aapke basic
knowledge ka test hota hai. CPT two sessions
me divide hota hai. Iske first session me two
sections hote hai : Section A – Fundamentals of
Accounting 60 marks ka hota hai and Section B
– Mercantile laws jo 40 marks ka hota hai.
Second session me two sections hote hai :
Section C – General Economics 50 marks ka
hota hai and Section D – Quantitative Aptitude
jo 50 marks ka hota hai. Two sessions two hours
each ke hote hai.
Graduation Ke Baad CA
Jiss students ne graduate Commerce me 50%
marks , non – commerce graduates jo
mathematics ke alava 55% marks , non –
commerce students jisme maths ke sath 60%
marks leke CPT test na de kar directly Integrated
Professional competence Course (IPCC) ke liye
register kar sakte hai. Course ke doran various
groups me Fundamentals of Accounting,
Mathematics and Statistics, Economics,
Mercantile Law, Accounting, Law and Auditing,
Cost Accounting, Income-Tax & Central Sales
Tax and Organisation & Management and
Fundamentals of Electronic Data Processing ki
study karvai jaati hai.
Final examiniation ke liye : Advanced Accounting,
Management Accounting, Auditing and Company
Law, Direct Tax Laws, Corporate Management,
Secretarial Practice, Managerial Economics and
National Accounting, Operational Research and
Statistical Analysis, System Analysis and Data
Processing, Costs Systems and Cost Control,
Management Information and Control Systems,
Tax Planning and Tax Management, Management
and Operational Audit ki study hoti hai.
Famous Personalities
Mr. Aditya Puri, CEO of HDFC Bank me ek
Chartered Accountant hai.
Mr. Rakesh Jhunjhunwala, Ace investor and
trader , ek Chartered Accountant hai.
Mr. S. Gurumuthy, Journalist jo business
malpractices ke bare me likhte hai at Reliance
and about Finance Minister P. Chidambaram is
also a Chartered Accountant.
CA banane se related kuch information aaj iss
article me share ki hai umeed karte hai ye aapke
liye helpful sabit hoye. Don’t forget to share and
like this one article. To get more information
about other article then stay tunned with us .
Thankx for visiting our site and be happy.

Comments

Popular posts from this blog

Apne Friends Me Interesting Kaise Bane

Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me
सवाचता अभियान    को लेकर अखिल भारतीय विद्यार्थी परिषद् मदन में पावागद दर्शन 

Rape reason & solution – बलात्कार – एक गंभीर मुद्दा और उसका हल

Lo ek aur news aa gayi balatkar ki. News walo ko news mil gayi, hum thodi der ke liye dukhi hue, police apni na khatam hone wali karwai pe joot gayi aur rajneetik dalon ko apni rajniti chankane ka ek aur mouka. Bas yehi to ho raha hai aajkal desh me. Aaye din aisi balatkar ki ghatnao ke baare me sunkar man karta hai kursi par baithe humare rajnetao ki kaan khichkar unhe jamin par le aau par kya kare humari bhi kuch daayre hai.  Sabse bura to tab lagta hai jab ye sunte ko milta hai ki ek baap ne beti ka balatkaar kar liya. Behan apne bhai ke haiwaniyat ka shikaar ban gayi. Hum sochne pe majboor ho jate hai ki desh me ye kya ho raha hai. Hum to sarkar ko koste rahte hai lekin ye na bhule ki in sab ke liye humsab bhi kum jimmedaar nahi  hai.Mai  to kahunga hum hi jimmedaar hai humara samaj hi jimmedaar hai. Hume pata hai ki sarkar kuch nahi kar rahi hai fir kyu hum unhipar baar baar ummid lagaye baithte hai, jab hume pata hai ki sarkar soyi hui hai to kyu hum India Gate Pe cand