Skip to main content

Ameer Kaise Bane – Real & Effective Tips

Doston, you are most welcome on uor site
Topperguru. Aaj topper guru me ek baar fir se
hajir hai aapke samne. Aaj ka hamar topic hai
“ Ameer Kaise Bane – Real and Effective Tips ” so
aaj ke 23rd century me kon ameer(rich) banana
nahi chahega. Aaj ke time me paise ke bina koi
kaam chalta hi nahi. Hume rahne ke liye ghar
chahiye hota hai to bhi paisa chahiye, pehne ke
liye kapde, daily use ka samaan, everything hume
kuch bhi chahiye to uske liye paise ki jaroort to
hoti hi hai. Rich banane ke liye hum luck, skill
and patience ka combination leke chalna padega.
Aapka thoda sa lucky hona jaroori hai, aap apna
luck ko ek skillful decisions me laga sakte ho or
phir usse grow karne ke liye patience ki jaroort
hoti hai. Apne aap se jhoot bolne ki jaroort nahi
ki rich banana easy nahi hai, but right
information ke sath ye definitely possible hai. So
aaj ke hamare tips dhayan se padhiye.
Saving Money
Smartly invest karna ek baat hai but wisely
money ko spend karna aur baat hai. To get
something, aapko apni life me sacrifice to karna
hi padega. Koi bhi life me aapko ek monk
(bhikari) ki tarah jeene ke liye nahi keh raha or
na hi aise jiye jisme aapke ane vale kal ka hi pta
na ho. Agar doston aap har mahine 1000 Rs.
save karte ho to pure ek saal me aap 12000 Rs.
save kar paoge just think about it. Apne money
save karne ke liye apne expensive chizo me se
kuch ko cut karna sikhe. Example ke liye agar
aap daily morning designer coffee pine ke liye
jate hai jiska rate mahine me 1200 Rs. hai or
pure ek saal ka 14400 Rs. lagta hai jisse aap
shayad save kar sake. Doston money ko save
karne ke liye aap ko hi kuch chizo ko avoid
karna padega.
Are You Honest?
Aapne aap se honest hona bahut jaroori hai, aap
kya chahte hai or kya vo achieve hua hai. Agar
nahi to, dekhe ki kaha aap compromise kar rhe
hai. Example ke liye, Aap holiday ke liye Paris
jana chahte ho but kya aap sach me ise afford
kar sakte ho? Ise better banane ke liye holiday
India me hi kar sakte hai. or shayad aap three
bedroom apartment chahte ho, but kya iss bhi
afford kar sakte ho? Aise bahut se question hai
or aapke dream bhi jise aap chahate ho but pura
nahi kar paa rhe ho so uske liye aapka honest
hona bhi jaroori hai.
Always Think for Bigger
Ameer banane ke liye sirf 1 crore kamane ka mat
socho, ho sakta hai tum vahan jaa kar ruk jao,
isliye apna lakshay 10 crore ka rakho, tumhari
need khud udd jayegi.
Increase Money
Paise ko jama karke na rakhe usse badaiye. Is
mahine agar aap 5000 Rs. kama rahe hai to agle
mahine aap naukri badal kar 6000 Rs. ka lakshya
rakhe. Aap soch rahe honge ki 1000 rs. se main
ameer kaise banunga, par ye doston paise
badhane ka ek tarika hai. Aur humare dimag ka
dairya badhane ka bhi. Ameer banne ka ye
matlab nahi hai ki one shot me aap money kama
lo balki long term ke liye paise kamane se hai.
Don’t Waste Money
Doston sirf dusro ko dikhane ke liye hum kai
baar money waste kar dete hai sirf show off ke
chakar me. Isme dusre logo ka na fyada hai or
na nuksaan. Isme aapka hi nuksan hai. So in
chizo ko avoid kar hume apne paise bachane
chahiye.
Invest It
Money ko wallet ya locker me rakh dene se
money increase nahi ho jati hai. Agar aapko apne
money ko increase karna hai to usko kahi achi
jagah invest kare jaise bima ya mutual fund. Agar
aap ise such me save karna chahte hai to, ise
untouchable account me save kar, taki aap isse
bar bar bahar na nikal sake.
Example Of Richest People
Doston agar hum Dheerubhai Ambani ki baat
kare to vo pahle hamare jaise hi normal person
the or ek pertrol pump me kaam karte the. But
aaj Reliance jaisi company ke malik hai. Narayan
Murthy ne agar computers ki nokri na chodi hoti
to kya aaj INFOSYS ka koi vajud hota? Amitabh
Bachchan ne bhi pahle Shaw Wallace or baad me
Bird & Co., namak ke shipping firm me kaam
kiya, agar unhe bhi apne dil ki awaj nahi suni
hoti to bhala bharat ko kaha milta itna bada
mahanayak?
Ye bahut bade bade example hai, jinhe hum sab
jante hai par yakin janiye ki aisi hazaro success
stories hai, jahan par logo ne apni soch ko
hakikat me badal kar dikhaya hai… gaon ki galio
se lekar shahar ki bulandio ko apna banaya hai.
Khud bane hai crorepati or kaio ko lakhpati
banaya hai. Inki life story books padhe roj.
Ek chota sa example dena chahunga jo maine
Rashmi Bansal Ji ki “Connect The Dots” book me
padha tha. N Mahadevan ke ander ek Hotelier
banane ki chahat thi par kismat ne unhe ek
professor bana diya tha, par unhone kismat ke is
fessale ko chunoti di or Madras University me
apni professor ki Prestigious job chor kar unhone
Multi Million Dollar Food Empire khada kar diya.
Subhah 9 baje se sham ke 4:30 baje tak padhne
ke baad inhone kaam samjhne ke liye ek or job
pakad li, vo daily shaam 6 bje se raat 12 baje tak
ek hotel me duty karne lage. Jab kaam samjh aa
gaya or kuch paise bhi ikthe hone lage to unhone
khud ka ek Chinese Restaurant shuru kar diya.
Aaj unke Restaurants 16 countries me hai, jinme
total 3000 employees kaam karte hai. Inhone
khud to MBA nahi kiya hai par IIM-Ahmedabad
se paas out bande ko business sambhalne ke
liye rakha hua hai.
So doston bas end me main yahi kehna
chahunga ki bahut sare log bahut sari ideas ke
sath apne apne sapno ko sakar karne me lage
hue hai, or kar rahe hai, hum insaano me yahi to
khas baat hai, hum jo sapne dekhte hai unhe
sakar bhi kar sakte hai. Doston koi risk na lena
hi life ka sabse bada risk hai or ye risk aap nahi
utha sakte isliye apne dil ki awaj sunne or apne
sapno ko sakar kijiye. All The Best.
I hope aapko hamara aaj ka article pasand aya
hoga. To like and share karna na bhule. Kuch bhi
kehne ke liye aap hume comment kar sakte hai.
Thankx for visiting our site and be happy.

Comments

Popular posts from this blog

Apne Friends Me Interesting Kaise Bane

Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me
सवाचता अभियान    को लेकर अखिल भारतीय विद्यार्थी परिषद् मदन में पावागद दर्शन 

Rape reason & solution – बलात्कार – एक गंभीर मुद्दा और उसका हल

Lo ek aur news aa gayi balatkar ki. News walo ko news mil gayi, hum thodi der ke liye dukhi hue, police apni na khatam hone wali karwai pe joot gayi aur rajneetik dalon ko apni rajniti chankane ka ek aur mouka. Bas yehi to ho raha hai aajkal desh me. Aaye din aisi balatkar ki ghatnao ke baare me sunkar man karta hai kursi par baithe humare rajnetao ki kaan khichkar unhe jamin par le aau par kya kare humari bhi kuch daayre hai.  Sabse bura to tab lagta hai jab ye sunte ko milta hai ki ek baap ne beti ka balatkaar kar liya. Behan apne bhai ke haiwaniyat ka shikaar ban gayi. Hum sochne pe majboor ho jate hai ki desh me ye kya ho raha hai. Hum to sarkar ko koste rahte hai lekin ye na bhule ki in sab ke liye humsab bhi kum jimmedaar nahi  hai.Mai  to kahunga hum hi jimmedaar hai humara samaj hi jimmedaar hai. Hume pata hai ki sarkar kuch nahi kar rahi hai fir kyu hum unhipar baar baar ummid lagaye baithte hai, jab hume pata hai ki sarkar soyi hui hai to kyu hum India Gate Pe cand