Dosto aaj me apko is post me bataunga kaise hum apne laptop ya pc me window 7 install kar sakte hai window 7 ik operating system hai jo Microsoft se registerd hai or Microsoft ka ye product all world me kaafi famous hai aap sabse jyada computer me window hi dekhte honge waise aajkal window 7 ke alawa window 8 or window10 bhi market me hai or online uplabdh hai par window 7 ik most popular operating system hai or jyadatar isi window ko use kiya jata hai to chaliye jaante hai kese hum apne computer me window 7 install kar sakte hai.Window 7 install karne ke liye aapke pass window 7 ki bootable dvd ya pendrive honi chahiye or Microsoft se purchased key bhi honi chahiye or ik computer ya lappy jisme aapko window install karnahai hona chahiye agar apke pass ye sab hai to chaliye jaante hai kaise window 7 install ki jaati haiapne system me.· Sabse pehle apni bootable dvd ko apni dvd drive me dale or apne computer ko restart kare jab apka computer start ho raha ho toF2yaDELETEkey ko dabaye fir apkesamne BIOS setting aa jayegi ap apkoBOOTme jaakar sabse pehle option me apni dvd drive ko select karna hai or fir exit par click karke setting ko save karke bahar aa jana hai or fir apka system firse restart hoga or apki window dvd ya pendrive ko runkarne lagega oragar nahin karta hai to system ko firserestat kare or keyboard ki koi si bhi key ko dabaye apki dvd run karne lagegi.· Uske baad apke pc me starting windows show hoga.· Uske baad apke samne kuch option ayenge jisme apse language select karne ko bolega or time and currency set karne ko bolega keyboard ka input set karne ko bolega usme ap jo chahe set kar sakte hai par mera manna hai ap use aie hi chhod de or next par click kar de.· Fir apke samne install now ka option ayega uspar click kare.· Agar apki window dvd meik se jyada window formet hai to jo ap install karna chahte hai use select kare or next par click kar de.· Fir apse window ke license term kopadhne ke liye bola jayega ap chahe to ise padh sakte hai or fir I accept the license term par tick laga kar next par click kar de.· Fir apse pucha jayega ap window upgrade karke install karna chahte hai ya custom aap custom par click kar de.· Fir apse apki hard disk ke alloction ke bare me pucha jaye ap apni disk k yaha par part bana saktehai jaise local disk c,d,e c drive me apke system ki files or install software or window rehti hai or d or e meaap apne other item rakh saktehai· Fir ap drive option par clickkarke or fir newpar click karke apni drive ke part bana saktehai or c drive ko select karke next par click karna hai.· Fir apki window install hona start ho jayegi is process me thoda time lag sakta hai.· Jab ye process khatam ho jayegi to apke comuter par kuch aisa dikhai dega “setup is preparing your computer for first use” yani apka computer first use ke liye set ho ra hai.· Uske baad apse user name or computer name puchega use fill karke next par click kar de.· Ab apse password pucha jayega or sath me password hint bhi pucha jayega taaki agar ap password bhul jaye to hint dekhkar yaad aa jaaye ise bhibharkar next par click kar de.· Ab apse window ki product key puchi jayegi apni key ko yaha type kare or agar aap abhi key nahin type karna chahte hai to niche jo tick laga key fill boxke niche use untick kar de ornext par click kar de.· Ab ap chahe to recommended setting use kar sakte hai varna aks me later par click kar de.· Fir apke samne time and date setting ke liye pucha jayega use set kare or next par click kar de.· Fir apse apke computer ki location puchega to aapagar ghar me computer use karte hai to home network par or agar office me use karte hai to work network par or agar public place par use karte hai to public network par click kar de.· Fir apka setup khatam ho jayega or apki window install ho jayegi.Tha na kitna asaan window7 install karna to ab mujhe lagta hai aap acche se samajh gaye honge kese hum window 7 ko apne computer ya laptop par install kar sakte hai.
Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me
Comments