Kisi bhi Mobile
Operators me
Main Balance
Kaise Transfer
karte hai. Kisi
other ka mobile
balance lene ya. Apne mobile me use
karna hai ya emergency me kisi aur balance use
karne liye talktime transfer kar sakte hai. Agar
apke kisi friend ka balance khatam ho gaya
hai. Aur aap use apna balance send karna
chahte hai to kar sakte hai. Yadi apke mobile
me balance nahi hai to ap apne friend se
talktime udhar le sakte hai.
Yaha mai batane wala hu kaise Airtel, Idea,
Docomo, Vodafone, Uninor me balance transfer
kiya jata hai. Isse pahle maine Talk Time Loan
Kaise Lete hai – Aircel, Airtel, BSNL, Vodafone,
Idea, Reliance ke bare me bataya tha. Isse
related ek aur article hai Ek Mobile SIM Se
Dusre Mobile Me Internet Data Share or
Transfer Kaise Karte Hai read kar sakte hai.
Lekin iss article me sirf main balance transfer
trick bataya gaya hai. Main balance transfer
karne ke liye uska number pata hona chahye
jisko aap paise send kar sakte hai. Agar
number pata nahi hai to Kisi Bhi Mobile
Operators Ka Number USSD Code Se Kaise
Pata Lagaye article read kare.
Mobile Balance Transfer Kya
hai? Mobile balance transfer
karne me kitna charges lagta
hai?
Jaisa ki “mobile transfer” word se hi pata
chalta hai ki iska matlab kya hoga. Ye aisa
method hai jisme hum apna mobile balance
kisi aur use karne ke liye send kar sakte hai.
Ya phir kisi aur mobile balance khud ke
number par receive kar sakte hai. Lekin
balance bhejne aur lene wale dono ka mobile
operator bhi same hona chahye.
Aur agar aap talktime transfer karenge to
service charge dena parega. Chinta karne ki
baat nahi hai ye bahut small amount hota hai.
Kuch logo ne mujse email par pucha hai ki
balance transfer karne me kitna time lagta hai?
Mai apko bata du ki iss process me sirf 1
minute ka time lagega. 1 Minute me kisi ko bhi
balance send aur receive kar sakte hai.
Main Balance Kaise Transfer
Karte Hai
Airtel Balance Transfer Kaise Kare
1. Dial kare *141# .
2. Ab ek menu option apke phone ke screen
pe ayega, jisme apko Share Talk Time select
karna hai, Isye select karne ke liye apko 1
press karna hoga.
3. Jitna balance apko transfer karna hai wo
amount type kare,Phir mobile number type
kare.
4. Apka balance transfer ho chuka hai.
Read Also: My Airtel App Se Friend Ka Main
Balance Kaise Jane ( Only Airtel)
Aircel Balance Transfer Trick
1. Apne Mobile me *122*666# dial kare.
2. Ab menu option ayega, jaha pe aap sirf Rs 5
se Rs 100 tak balance transfer kar sakte hai.
Read More: Top Whatsapp Tricks
Vodafone me Balance Kaise Transfer
karte hai
Agar apke pas vodafone sim hai or aap kisi
vodafone user ke number pe balance transfer
karna chahte hai toh
*131*<Amount>*<Receiver’s Mobile Number>#
dial kare. Amount ke jagah pe jitna amount
aap send karna chahte hai wo type kare.
Receiver Mobile Number ki jagah apne friend
ya jiske number pe aap balance transfer karna
chahte hai uska vodafone number type kare.
Ex- Agar aap Rs 30 is number(9876543210) pe
transfer karna chahte hai dial kare
*131*30*9876543210#
Read More: Do Not Disturb (DND) Activate
Kaise Kare – Airtel, Vodafone, BSNL, Reliance
JIO 4G, Uninor
Idea Mobile me main balance kaise
transfer karte hai
Idea se idea balance transfer karne ke liye
steps follow kare:
Sabse pahle apne mobile ke dial pad open
kare.
Phir *151*mobile number*amount# dial
kare.
Example – *151* 987654321*20# type karke
55567 pe send karde.
Note : Idea Users Rs. 5/- se Rs. 100/- tak
balance transfer kar sakta hai. Ek din me sirf 3
times hi balance transfer or receive kiya jata
hai. Same number pe sirf ek bar balance
transfer hoga. Balance jisne send kiya hai uska
Idea Number 90 days purana hona chahye or
receiver ka number bhi 30 days purana hona
jaruri hai.
Read also: Idea Mobile Number,Dial
Call,Internet Data,Main Balance,SMS or
Message,Recharge History Track Kaise Karte
Hai | How to Track Idea Dialled Call Number
BSNL Balance Transfer
BSNL me balance transfer karne ke liye apko
message box open karna hoga, phir create
message me jake Gift<SPACE><Receiver’s
Number><SPACE><Amount> type kare or
53733 or 53738 pe sms send karde.
Example – Rs. 20/- transfer karne ke liye Gift
9876543210 20 type kare or 53733 ya 53738
pe send kare.
Reliance to Reliance Me Balance
Transfer kaise karte hai
1. Dial kare *312*3#, Ab jisko aap balance
transfer karna chahte hai uska number type
kare.
2. Ab balance amount type kare.
3. Phir PIN type kare. Default PIN 1 hota hai.
Balance Transfer ho chuka hai.
Read More: Reliance Jio 4G SIM Se Related
FAQ (Online Questions Answers) Hindi Me
Read Kare
Tata Docomo Balance Transfer
Tata Docomo me balance transfer karne ke liye
apko 54321 pe SMS karna hai
BT<SPACE>Mobile Number<SPACE>Amount
Example – BT 9876543210 25 type karke
54321 pe sms send kare.
Telenor (uninor) Balance kaise
transfer kare
Idea, Vodafone ki tarah Uninor bhi USSD codes
se main balance transfer karne ki features deti
hai. Apko sirf apne mobile ke dial pad pe
*202*<Mobile Number>*<Amount># type karna
hai.
Example – Rs. 30/- transfer karne ke liye
202 9876543210*30# dial kare.
Note : Rs. 5 se Rs. 50 tak balance transfer kar
sakte hai. Ek bar main balance transfer karne
me Rs. 2/- charges lagega.
Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me
Comments