Kal Raat Jane Kya Hua,
Kuch Dair Pehlay Neend Se,
Kuch Ashk Milnay Aa Gaye,
Kuch Khuwab Bhi Tootay Hue,
Kuch Log Bhi Bhoolay Hue,
Kuch Gard Main Lipti Hue,
Kuch Bay Panah Pheli Hue,
Kuch Khol Main Simti Hue,
Bey Rabt Si Sochain Liye,
Bhooli Hui Baatein Lye,
Ik Shaks... Ki Yaadain Lye,
Phr Dair Tak Jagey Rhey,
Sochon Mei Gum Bethey Rhey,
Ungli Say Thanday Farsh Per,
Ik Naam Bus Likhtey Rhey,
Kal Raat Bhi Wo Raat Thi,
Kuch Dair Pehle Neend Se
Hum Dair Tak Rotey Rahey
Aarzu Thi Teri Bahon Mein Dam Nikle,
Kasur Tera Nahi Badnaseeb Hum Nikle,
Jaha Bhi Jaye Khush Rahe Tu Sada,
Dil Se Mere Dua Sada Yahi Nikle,
Mere Honto Ki Hasi Tere Honto Se Nikle,
Tere Gam Ka Dariya Mere Aankhon Se Nikle,
Yeh Zindagi Sada Tumhe Hasati Hui Nikle,
Agar Chahe To Hame Rulati Hui Nikle,
Agar Zindagi Mein Kabhi Jina Pade Tere Bin,
Teri Doli Se Pehle Arthi Meri Nikle,
Aarzu Thi Teri Bahon Mein Dam Nikle,
Kasur Tera Nahi Badnaseeb Hum Nikle
Dil Ke Zhakam Unse Chupane Pade,
Ankh Bhar Aayi Magar Muskurana Pada,
Kaise Ultey Mohabbat Ke Silsily,
Roothna Chahta Tha Magar Manna Padhe.
Wo Mile Humko Kahani Ban Kar,
Dil Me Rahe Pyar Ki Nishani Banker,
Hum Jinhe Jangah Dete H Aankho Mein,
Wo Aksar Nikal Jaate H Pani Banker.
Pyar Pyar Se Dur Hota Jaa Raha H,
Pyar Pyar Se Majboor Hota Jaa Raha H ,
Matlab Nikalne Ke Liye Har Koi Pyar Karta H,
Ye Iss Zamane Ka Dastoor Hota Jaa Raha H .
https://akashsonirajpur.blogspot.in/
Comments