Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2016

Blog me gadget or widget kaise add kare,gadget kaise add kare

Blog me hum bahut se widget or gadget add kar skte hai. Magar jab tak hum widget add krna nhi jante hai tb tak kaise add kar sakte hai. Isliye mai aap ko is post me blog me widget add krna btaunga. Widget add karne liye ye steps follow kare----- 1. sabse pahle apne blog par login kare aur apne blog ke dashboard me jaye. 2. iske baad aap layout par click kare. Ek page khulega jo apke blog ka layout hai. 3. ab aap jis side widget add karna chahte hai usi side ke add a gadget par click kare. 4. Ek page khule ga jisme 28 widget diye hai app jis widget ko add karna chahte hai uske right side me plus(+) ke nishan par click kare. 5. click karte hi us widget ki setting khule gi ise aap apne anusar set kare aur save par click kare. Bas add ho gya widget.