Skip to main content

NET BANKING SE ONLINE PAISE KAISE TRANSFER KARE SBI BANK MAI

Hallo Friends Aaj
Mai apko batane
ja raha ki kaise
online paise
transfer karte hai

sbi to sbi bank
mai ya sbi ki
kisi bhi sakha mai internet banking ke jariye or
ye post mai un dosto ke liye likh raha hu jinko
bank mai jaker lambhi line mai lagna padta hai
or unka time bhi kharab hota or ek din mere
friends ne mujhse pucha ki yaar aisa koi tarika
hai jisko paise transfer karne hai to hum unke
account mai online paise dal sakey to mai us din
se lag gya ki kaise online paise transfer kare ek
bank se dusre bank mai or mai aisa karne mai
kamyab bhi raha or maine ye post likh dali un
dosto ke liye jinko ek bank mai se paise nikalkar
dusre bank mai dalne padte they to chaliye
dosto jante hai ki kaise online paise transfer
karte hai.
online paise transfer karne ke liye apke pass
netbanking ki service honi chahiye agar nahi hai
to ap isko bank mai jaker activate karwa le ye
service bilkul free mai uplabhd hogi apko or mai
ye bata du ki mai state bank of patiyala ke bank
se paise transfer karuga sbi ke account mai
online apko samjhane ke liye ( Note :- State
Bank KI Sabhi Sakha Ka NetBanking Ka Same
Patran hai )
[ Note : - Ye Post State bank ki Sakha ke user
ke liye hai app ismai sbi ke sakha ke bank mai
He balance transfer Kar sacte hai. jaise - SBI ,
SBP , jaise banko mai . Agar Aap pnb,corporation
bank,uko bank , jaise outside bank mai is post
ke jariye balancr transfer karna nahi sikh sacte
hai . ye Post Only WhitIn SBP Account Of Other
Bank Ke Liye Hai
Step1.
Sabse pahle app net banking ko open kijiye. Or
Ab Hamey Sabse Pahle Intra-Bank Beneficiary
Ko Add Karna Hoga
Intra-Bank Beneficiary Ko Kaise Add Kare
Account Mai
netbanking ke
home page par
apko payment
transfer ka
option milega
Phir WithIn SBP
Ke Ander usko
click kijiye phir apko account of other par click
kijiye
Payment/Traansfer >> Other Account
Step 2.
Click Here To Add A New Intra-Bank Beneficiary
ka apko option milega uspar click kijiye
Step 3.
or Ab apko Apna Profile Password ko enter
karna hai or usko submit karna hai
Step 4.
No1 Name - mai apko wo name dalna hai jiske
account mai apko paise transfer karne hai
No.2 Account Number ismai apko us bande ka
account number dalna hai jiske account mai
paise transfer karne hai
No3 Conform Account Number ismai wohi
account number dale jo apne No.2 mai dala hai
No.4 Transfer Limit ( INR ) ab apko ek limit set
karni hai ap us bande ko kitne paise transfer
karna chahte ho or us se uper nahi karna
chahte jaise for example maine ismai 100000 ek
lakh ki limit dali hai to mai usko 25000 se uper
ki rakam nahi send kar sacta to apko samaj aa
gya hoga
or Ab isko submit kar dijiye
Step.5
Ab apko Do 2
Option milege or
usmai apse
pucha jaiga ki
no1 mai kya app
is Beneficiary
Ko Bank ke
Jariye Approve Karna Hai
Or NO,2 Mai apse Pucha Jaiga Ki App Is
Beneficiary Ko Mobile Ke Sms OTP ke Jariye
Approve Karna Chahte Hai to Wahan Par Click
Kare
Mari mane to ap isko mobile ke jariye verify
karwaye apko no.2 ka option ko choose karna
hai
Or Ab Apke Phone Par Ek Sbi ke Or se Apke
mobile phone par One Time Password Ayega
apko wo password dalna hai or submit kar dena
hai .
Ab apke samne ek page open hoga jismai likha
hoga is account ko 4 day ke process ke Baad
isko apke account mai Add kiya jaiga or usko
submit karte hua Apko ab Approve Par click
karna hai
Step 6.
Ab Mera account mai Intra-Bank Beneficiary add
ho gaya hai Or wo ab bank account se fully
approve ho gaya hai. To Ab mai apko batau ga
ki kaise netbanking ke jariye dusre bank mai
payment online transfer kare
Net Banking Se Kaise Kare Online Pay Apne
Friends Ke Account Mai
Ab hame phir se strating mai jana hoga
sabse pahle apni account ki net banking ko open
kijiye
payment transfer Ko open kijiye wahan par
apko other account ka option milega phir usko
bhi click kijiye
Payment transfer >> Other account
Step 7.
Ab app wo sari jankari ek baar check kar le jiske
account mai app balance transfer kar rahe hai
Ab App Isko Confirm Kar de
Step 8.
Ab apki payment successful Done Ho Gayi Hai
Agar App Chahe To Uska Print Out Nikal Sacte
Hai Print out par click karke
[ Note : - Ye Post State bank ki Sakha ke user
ke liye hai app ismai sbi ke sakha ke bank mai
He balance transfer Kar sacte hai. jaise - SBI ,
SBP , jaise banko mai . Agar Aap pnb,corporation
bank,uko bank , jaise outside bank mai is post
ke jariye balancr transfer karna nahi sikh sacte
hai . ye Post Only WhitIn SBI Other Bank Ke Liye
Hai

Comments

Popular posts from this blog

Apne Friends Me Interesting Kaise Bane

Friends ke beech me interesting banna chahte ho jisse har koi aapko love kare? Har koi kahe ki aap mean nahi ho, wild nahi ho… but interesting jaroor ho. Or interesting kaise banna jaa sakta hai… simple doston aapki information interesting honi chahiye, aapki hobbies, bolne ka style, laughing everything interesting hona chahiye tabhi doston ke beech me aap alag or interesting najar aaoge or everyone loves you. So guys inhi baato se related aaj hum aapke sath “ Apne Friends Me Interesting Kaise Bane | Tips ” topic share karne jaa rahe hai. Iss article ko full read kar ke interesting banne ke ideas ko jaroor dekhe. Hobby Ka Hona Jaroori Hobby kuch aisi jo fun and cool ho . Taki aapke sath sath aapke friendz bhi enjoy kar sake or keh sake ki what a interesting person . Good hobbies me aap sewing, creative writing, sports, music and dance ko add kar sakte ho. So guys agar aapki hobbies hi interesting hogi to aap khud hi interesting najar aaoge or friends ke beech me
सवाचता अभियान    को लेकर अखिल भारतीय विद्यार्थी परिषद् मदन में पावागद दर्शन 

Rape reason & solution – बलात्कार – एक गंभीर मुद्दा और उसका हल

Lo ek aur news aa gayi balatkar ki. News walo ko news mil gayi, hum thodi der ke liye dukhi hue, police apni na khatam hone wali karwai pe joot gayi aur rajneetik dalon ko apni rajniti chankane ka ek aur mouka. Bas yehi to ho raha hai aajkal desh me. Aaye din aisi balatkar ki ghatnao ke baare me sunkar man karta hai kursi par baithe humare rajnetao ki kaan khichkar unhe jamin par le aau par kya kare humari bhi kuch daayre hai.  Sabse bura to tab lagta hai jab ye sunte ko milta hai ki ek baap ne beti ka balatkaar kar liya. Behan apne bhai ke haiwaniyat ka shikaar ban gayi. Hum sochne pe majboor ho jate hai ki desh me ye kya ho raha hai. Hum to sarkar ko koste rahte hai lekin ye na bhule ki in sab ke liye humsab bhi kum jimmedaar nahi  hai.Mai  to kahunga hum hi jimmedaar hai humara samaj hi jimmedaar hai. Hume pata hai ki sarkar kuch nahi kar rahi hai fir kyu hum unhipar baar baar ummid lagaye baithte hai, jab hume pata hai ki sarkar soyi hui hai to kyu hum India Gate Pe cand