robots.txt Kya hai Ye ek text file hi hoti hai jo har site me hoti hai, Blogger me automatic hi generate ho jati hai.. Isse Search engine jese Google, Yahoo, Bing ko batate hai ki kya kya index kare or kya nahi kare.. Jese maan lijiye aap ne koi Page banaya, koi Labels, ya fir koi Post jo aap nahi chate ki search me aaye to aap usko disallow kar sakte hai robots.txt ki madad se.. Har site ki robots.txt file ki link aesi hoti hai – www.website.com/robots.txt Robots.txt ka kaam kya hai Jab bhi koi search engine ka bot hamari site par aata hai site ko search me index karne ke liye to sabse phele wo robots.txt ko hi dekhta hai usse usko pata chal jata hai kya index karke search me dikhana hai or kya nahi. Simple Sabdo me – Ye ek Robot hota hai apni site ka jo Search Engine jab apni site par aata hai to unko batata hai kaha par permission hai aapko. Jese ki aap jabte hoge me Blogger.com ke bare me bata raha hu. to ye article sirf Blogger ke liye hai. Blogger ki Robot