Ticker

6/recent/ticker-posts

Ad Code

Responsive Advertisement

ANDROID PHONE KO GARAM HONE SE KAISE BACHAYE...

Hello dosto aaj mai aap logo ke liye kuch

useful or helpful tips leke aaya hun jo ki is
prakar hai ki android phone ko garam
hone se kaise bachaye
video ka size kam kaise kare
android app se
facebook par photo tag
verification kaise kare
Mobile jo aaj kal har age ke logo me
dekhne ko mil jata hai jisme android
phone ke users ki sankhya sabse jada hai
or android phone use karne wale har insan
ko ye pta hota hai ki uska phone garam
hota hai lekin use ye pata ni hota ki aakhir
kyon mera phone garam hota hai ??
Mai aapko bataunga ki aakhir kyon aapka
phone garam hota hai or kaise ham apne
phone ko garam hone se bacha skte hai
1-: RUNNING APPS
Mobile ke background me bahut se apps
chalte rehte hai jo ki processor or Ram
ko use karte hai jinki wajah se aapka
phone garam hota hai or uski speed bhi
slow ho jati hai or atakne lagta hai. Isliye
mobile garam hone par check jarur kare
ki background me koi apps run to ni kar
ra
KAISE CHECK KARE
step 1-: Sabse pehle aap aap apne
android phone ki settings me jaye
step 2-: uske baad app (applications) par
click kare
step 3-: ab aap running app ko select kare
jahan aap sabhi background running apps
ko dekh skte hai
step 4-: ab aap apps ke icon par click
kare or force stop par click kar de to
aapke jitne bhi background ranning app
hai sab ka force stop kar de
Sab ka force stop karne par aapke
background running apps chalna band ho
jayega or aapke phone ki speed increase
bhi ho jayegi iske bachav ke liye aap ek
badiya sa antivirus ko use kare or har
20-25 minutes baad phone ko antivirus se
scan kare
2-: VIRUS
Kai baar hamare phone me viras aa jata
hai or hame pata bhi nahi chalta iske
karan phone garam or hang hone lagta hai
3 -: APPS
Gps or google map ko use karne se bhi
mobile jada garam ho jata hai agar in apps
ko use karte ho to use karne ke baad
ofline kar den
4 -: INTERNAL MEMORY
Kai baar hamare mobile.ki internal memori
bhar jane ki wajah se bhi phone garam
hone lag jata hai or atakne lagta hai isliye
kabhi bhi ho phone ki memory par kuch
space bacha ke rakhe
5 -: CHARGER
agar charging ke wakt aapka phobe hang
ho to iske liye dusre charger or power
socket ko use kare ek baar ye bhi check
kare ki charging pin mobile se acche se
connect hai ya nahi agar abhi bhi problem
aati hai to aap battery badal de ho sakta
hai ki aapki battery me problem ho
6 -: SOFTWARE UPDATE
Kai baar purane software ki wajah se bhi
phone garam hota hai isiliye agar software
purana ho gaya ho to update karana na
bhule
7 -: APP OVERLOAD
agar mobile pade pade hi garam hora ho
to aap samajh jaiye ki mobile overload ho
gaya hai or settings me jake battery ko
check jare ki kon si application jada
battery ka use kar ri hai or use turant off
kar lijiye
1 -: COMPRESS DATA
Mobile browser settings me jakar
Compress data ko active kar de isse aapka
data kam kharch hoga or aapka phone
garam bhi ni hoga !!!!
android phone ko garam
hone se kaise bachaye
open vpn se free me internet
kaise chalate hai
Agar aap in sab baton ko dhyaan me
rakhenge to aapka phone garam nahi hoga
or aap aasani se apne phone ko chala skte
ho
comments jarur kare !

Post a Comment

0 Comments